Bharat Lal raut
3 years 2 months ago
hamare gaon mein lagbhag aise 10 Parivar Hain Jo jo ghar banane mein asamarth hain mere sahyogi bade bhai Basant Deshmukh ji ka bhi ghar barish mein Puri tarah dast Ho chuke hain aur unke pass bhi paryapt Paisa nahin hone ke Karan bahut sari kathinaiyon ka samna karna pad raha hai unke Parivar mein panch sadasya Hain jinmen teen betiyan Hain aur Chhota sa Makan mein Rahane ke liye bahut sare taklif ho raha hai to main mananiy pradhanmantri se nivedan karna chahta hun ki aawas Yojana ko Chhattisgarh mein lagu kiya jaaye aur ham garibon ko ek Sahyog pradan Karen taki ham sukhmay jivan ji sake kyunki aawas Yojana se hi garibon ka Bhala ho sakta hai main Basant Deshmukh gram KUTHREL aapse nivedan kar raha hun 8817093746
Like
(9)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam