Akash das
4 years 7 months ago
Adaniya Modi Ji,
Aap jarur PM-Kisan Yojana ke tehet humare kisan bhai bandhu o ke salana ₹6000 ,dusra kisti installment bhug tan hone ke baad kisaan mitrayon ko jo labh fayda milega uske ke baare me baatana jarur.
Air phir ek baar jhor dena ki "FARMERS BILL" kisaan ke liye labhdayak ha, isse unka aamdani badega..
Aur baarish ke mausam hum paani ka "SANKRAKSHAN" karna ha yeh bhi aap jarur vyakt karna 🙏🙏
Like
(3)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam