Adin Shankar Manna
5 years 11 months ago
Namaskar adarniya Pradhan sevak ji,
Bahoot dino se apna maan ka bhavnaye byakt kar ne ka absar dhund raha tha. Aj humne kar diya. Apne itni suhane absar diya is website ke jariye, k main khud ko rokh nehi paya. Desh ko pratham charan main le jana hai to ek bar gurudev tagore ko yaad karein....jahan bhasm mile wohi moti v mil sakta hai...Kitni jamin khali para raheta hai railway barabar...is dono taraf fruit tree ugaya jay toh kaisa rehega ? isko raksha karega locals-Apki uttar ka pratiksha hai!
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam