desai raju bhai Lemba bhai
3 years 10 months ago
pranam sri modi ji
me gujarat se aapki man ki bat ko bharat ko shanti sarvopari ak parivaar bharat ko banana he
our bharat ak parivaar ki tarah hoga to bharat ki
sabhi buraiya khatam ho jayegi.
shanti sarvopari ak parivaar bharat banana ak
acha karm ki our le ja sakta he our sansar ko andhakar ko dur karkar prakash deta he yani prakash yani satya satya yani parmatma svarup
sabhi aatma sansaar me andhakarki our ja rahi he uske kaaran galat karm ko badhava de rahe he uske kaaran sabhi aatmao ko prakash ki prapti nahi ho sakti.
sri Modi ji aap adhatmik purus ho aapko pata he ki bharat ko kiss disha me lejana he lekin aapke vicharo ko pura desh ak parivaar bankar
sath de our bharat ko duniya ka aadyatmik guru
banane ka avsar mile sabhi aatma hamara parivaar he kyo ki aatma rupi prakash he vo parmatma he uskekaran hame sabhi aatma ka
sanman karana aavsak he.
sri modi ji bharat ki sabhi aatma aapke sath shanti sarvopari ak parivaar bankar rahegi to
bharat ko duniya svarg hona he.
Like
(4)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam