Shahid khan
4 years 9 months ago
sirf priksha ke ank jindagi nahi hai. koi ek priksha Puri jindagi nahi hai. ye ek mahatvapurna padav hai.lekin yahi sab kuch hai, esa nahi manana chahiye. pariksha kuch idhar udhar ho jaye to jindagi nahi rukti. jindagi me apeksha honi chahiye nirasha nahi. taknik ka upyog vistar ke liye hona chahiye. lakshay esha hona chahiye jo pahunch me ho, lekin pakad me na ho. chand khilono ke khone se bachpan nahi mara karta hai. pariksha ka mahattav hai lekin pariksha hi jivan nahi hai. vanday maatram
Like
(5)
Dislike
(2)
Reply
Report Spam
