bhuvan kumar sharma
11 years 1 month ago
Adarniye pradhan mantri ji.Bharat ek bhut hi sunder desh hai aur sare duniya ko Bharat bhut kuch dicha aur sicha sakta hai.Magar door se aye doosre deshon ke tourists ko aam-toor par bhut tangiyoon ka saamna karna pardta hai.Pahele to un ko sab ankhin faar faar ke dekhten hain,is se ladies ko bhut hi boora&asurakshit mahsoos hota hai aur wo doobara Bharat ane ke liye 100 bar sochte hain.Bhartiye sabhyta ko jagana bhut hi jaroory hai,aur madhyam aap jante he hai.
Like
(1)
Dislike
(1)
Reply
Report Spam
