Home | MyGov

Accessibility
Accessibility Tools
Color Adjustment
Text Size
Navigation Adjustment
Screen Reader iconScreen Reader

Inviting ideas for Mann Ki Baat by Prime Minister Narendra Modi on 28th May 2023

Inviting ideas for Mann Ki Baat by Prime Minister Narendra Modi on 28th May 2023
Start Date :
May 03, 2023
Last Date :
May 26, 2023
23:45 PM IST (GMT +5.30 Hrs)
Submission Closed

PM Narendra Modi looks forward to sharing his thoughts on themes and issues that matter to you. The Prime Minister invites you to share your ideas on topics he should address on ...

PM Narendra Modi looks forward to sharing his thoughts on themes and issues that matter to you. The Prime Minister invites you to share your ideas on topics he should address on the 101 Episode of Mann Ki Baat.

Send us your suggestions on the themes or issues you want the Prime Minister to speak about in the upcoming Mann Ki Baat episode. Share your views in this Open Forum or alternatively you can also dial the toll-free number 1800-11-7800 and record your message for the Prime Minister in either Hindi or English. Some of the recorded messages may become part of the broadcast.

You can also give a missed call on 1922 and follow the link received in SMS to directly give your suggestions to the Prime Minister.

And stay tuned to Mann Ki Baat at 11:00 AM on 28th May 2023.

Reset
Showing 3117 Submission(s)
Bacha Paswan
Bacha Paswan 2 years 10 months ago
मेरे देश के अनुभवी प्रधान मंत्री जी आपको सादर प्रणाम। आपसे कहना है कि नल जल का जांच करवाइए।
anil kumar sharma
anil kumar sharma 2 years 10 months ago
Every social groups of society has their KUL DEVI/DEVETA and at village level gram DEVETA..then Deity Need to strengthen the kul DEVETA concepts Best way at least to meet once in a year to discuss the problems it's area of discussion must increase from local to national
Dr Guinness Madasamy
Dr Guinness Madasamy 2 years 10 months ago
Dear PMji Thank you for installing the CHENKOL in the new Parliament building. The new building can please be named as "Amrit Mahal". Please do the needful at your end.
anil kumar sharma
anil kumar sharma 2 years 10 months ago
As industrial Units to obey the norms set by Govt regarding CSR(corporate social responsibility) but many houses have opened their own sister concerns just to eye wash the set norms .Why not the existing norms be amended to spend Amount of CSR at least 50% to the units other than sister concern
vijaybabunaidu
vijaybabunaidu 2 years 10 months ago
🚩🚩Jaisriram jaihanuman 🚩🚩 Greetings to Hon'ble Prime Minister of India Narendra Modi jii. I have been trying unsuccessfully to get an appointment with you for seven or eight years. How many times have I tried to meet you through social media like Twitter Instagram Facebook WhatsApp Gmail and Indian Post etc. I have not received any message from you, I am begging you to kindly give me your appointment. I want to serve the culture with you.Wishing that you will be magnanimous and give me your appointment this time, Yours faithfully, Jai Hind. Greetings to Honorable Shri Prime Minister Narendra Modi I have tried to meet you in many ways and failed. Finally I am trying to meet you through this way.
mygov_1685062794108957541
RameshDas
RameshDas 2 years 10 months ago
Sri Narendra Modi sir, Sir please message Ko ignore nahi kariye ga please.sir Telephone ☎️ BSNL ko kaise Bikash kiya jayega.uske bare mere PDF file plan hai.please dekhiye jarur.iske alawa other topic pe vi mujhe aapse baat karni hai.mujhe apse milne ka chance digiye please sir.
mygov_1685054755123769091
Devendra Kumar Tiwari
Devendra Kumar Tiwari 2 years 10 months ago
is mahan karya ko karne vale mahanayak ko koti koti Pranam 🙏 🙏 Desh ke gaurav ko badhane valo me shriman ji ka nam swarnim aksharon men likha jayega 🙏 Mananiy aap jaise mahanayak Yugo bad hi dharati par janm lete hai.Mananiya aap ki kripa hum sabhi swachhagrahiyon par bani rahe.🙏🌺🌷🌹🙏.
Devendra Kumar Tiwari
Devendra Kumar Tiwari 2 years 10 months ago
sir aaj desh ki gram panchayaton karya kar rahe Swachhagrahiyon ko aap badi ummiden hai.Mahoday rajya sarkar yah kah kar humari mange tal deti hai ki sbm kendriya yojana hai isme jo nirnay lena hai aadarniy pradhanmantri ji hi lege.yah pradhanmantri Ji Ki mahatvakankshi yojana hai.Atah mananiya pradhanmantri ji se sadar prathna hai ki desh ke 7 Laks Swachhagrahiyon ke parivar ko chalane ke liye, unke dwara diye ja rahe vibhinn sarkari yojanaon me sahyog ke liye aap naye sansad havan ke udghatan ke avsar par desh ke 7 Laks Swachhagrahi parivar bhukhmari se bachane aur unka jivan star uncha karne ke liye sansad ke udghatan ke sath hi desh bhar ke sabhi swachhagrahiyon Ko gram panchayat me niyamit karya aur niyamit mandey diye jane ki ghoshana karne ki mahan kripa Karen 🙏🙏 Desh bhar ke 7 Laks sawchhgrahi parivar aapke sada aabhari va rini rahenge 🙏🙏 mananiy pradhanmantri Ji sadar pranam 🙏 Aap ne vishwpatal par Tirange ko aasman ki bulandiyon par pahunchaya hai.Iskeliye desh ko garv h
Devendra Kumar Tiwari
Devendra Kumar Tiwari 2 years 10 months ago
hamare Desh ke yashasvi pradhanmantri mananiy Shri Narendra Modi ji ko Sadar Pranam, 🙏 mahoday aapane pradhanmantri pad grahan karte samay hi bapu ke sapnon ke swachh Bharat mission Yojana shuru ki jo pure Desh mein lagu ki gai. manyvar desh ki sabhi gram panchayaton men ek Swachhagrahiyon ki niyukti ki gai.is tarah desh bhar men lagbhag 7 Laks Swachhagrahiyon ki niyukti ki gai.sir hum logon ne swachta ke liye rat din puri imandari se kam kiya aur desh odf ghoshit hua.Mahoday swachhata ke sath hum logon ne grampanchayat ke sabhi karyon men sahyog karte aa rahe hai.sbm ka lakshya tha desh ko saph rakne ke sath berojgar yuvakon ko rojgar grampanchayat me hi dena tha.kintu mahoday kai varshon se kam kar rahe hum Swachhagrahiyon ko ek rupaye bhi Mandey nahi diya jata.shriman ji se hume bahut ummiden thi.. Mananiya pradhanmantri Ji sadar prathna hai ki purani sansad bhavan se mananiya ne SBM yojana ki ghoshana ki thi usi tarah naye sansad havan ke udghatanpar hume Mandey ki dene ki kripa