Akash Saikia
11 years 6 months ago
bharat mata ki jai.sir mein assam ke golaghat district me rehta hu.mera ghar ke samne ek road hai jiska naam 'moheema-chabukdhara road' hai.ye rasta lagbhag 5-6 hajar logo ke beech se geya hai.rasta ka halat aisa Hai ki kya kahu.bade bade gadhe yaha hai.marij lekar hospital jane me 2-3 ghonta lag jata hai.3-4 bar engineer akar iska maap le goya.lekin kya hua malum nehi.india ka hath abhi mangal tak pahuch goye lekin hamare ye raste pe nehi.aise kaise hoga bhart ka nirman!kya hume achche raste me jane ka HAQ nahi??
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
