dinesh pancholi
11 years 7 months ago
Aadarniya Pradhanmantri Ji,
Saadar Pranaam. Mere man mai samay samay par ye anusandhan chalta rehta hai ki kaise har bhartiya ek jimmedaar, samajhdaar aur samaj ke prati apne uttardayitvon ko nibhane ke liye jaagruk rahe. Tarah tarah ke vichar aate rehte hain, jo mai is portal ke madhyam se aap tak pahuchaane ki koshis karne ka saubhagya prapt kar raha hoon.
1. Is desh mai sabhi vayask naagrik ke liye 01 varsh ki Army Trailing anivarya honi chahiye jo shayad har bhartiya ko ek anushashit naagri
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
