MahimaSharadKothari
3 years 2 months ago
Maananiya PM Modiji aapko Mera Pranam. Main Disha Sharad Kothari 8th std me padhti hu aur main jalgaon Maharashtra se hu.
Meri man ki baat ye hai ki main animals ke liye kuch karna aur kehna chahti hu. Sabhi paltu animals ko koi na koi kharid leta hai aur uski dekh bhal kar leta hai jaise cow, Buffalo, cat, goat, etc. Lekin jo street dogs hote hai unhe koi nhi palata jaldi.
Agar sab ghar ke log us Gali ke dogs ko patthar marke ki bajae roti ya khana de to ve unko pareshan bhi nhi karegy aur sath ki unko khana bhi mil jaega. Sath hi hum insaan ko ek pyara paltu kutta.
Meri aapse Vinati hai aap is idea ko swikare aur sabse kahe..
Thank you..
Like
(2)
Dislike
(1)
Reply
Report Spam